Hello dosto aaj ham baat karne wale wps pin ki Jo hamare router ke piche diya hota hai. jo ki eight digit ka hota hai. Jise aap niche photo me dekh sakte hai.


Image result for wps pin

 Ab uss pin se app Apne Android phone me WiFi kese connect kar sakte hai. Yadi apke pass koi router hai to app usse wps pin se connect ho sakte hai. Uske liye aapko Apne android phone  me ek app download karna hai jiska Naam hai "wps connect" jo ki apko asani se play store par mil jayega. App ko install karne ke Baad app ko app open karna hai. Ab Apne WiFi networks ko select kar lijiye or costom pin par Apne router ka wps pin type kar dijiye or kuch second me apka WiFi apke router se connect ho jayega.
Note:- yadi apke phone ka Android version 4.4 KitKat se upar hai tabhi waha app apke phone me work karega. Android KitKat par yaha app Kam nahi karega.
I hope appko samaj aaya hoga. Thankyou

Comments

Popular posts from this blog

Domino's Logo using HTML & CSS3

Text Shaking Effect Using HTML and CSS3